The Economic Times: "Arthos helps its customers set realistic retirement goals" --> FREE Limited time offer: Sign Up Now
Introductions » Introduce Yourself » Some More Shayariis

962 Views
  0 Replies

0
Vote Vote
Some More Shayariis
Supran
Supran Picture
3 Posts
back to top
Posted 30-09-2009Reply

Hi Guys,



Its been a long time since there are no updates in your Shayri's Collection. so just thought of sharing some from my collection.



But must appreciate you guys (Alex/ Shashmita etc) for sharing your wonderful collection............. Though mine is not upto that high standards, but may be you may like it :)



Here I go............



1) Ab umar ho gayi hai dil ki kitaab mein, kuch khusk paton ke siva kuch nahin raha, Jajbaat tamaam kho gaye lamhon ki dhool mein, ab dil mein dharkanon ke siva kuch nahi raha.



2) Mat banao ghonsle armano ke, kab laga de aag in hasino ka bharosa hi nahi!! Karen kis dil se muhabbt ham apna samajh kar, mere khayal se shayad khud to apne hai hi nahi!



3) Aaj kal woh raat se din, din se raat nahi karte. hum unhe chahate hai magar wo humse pyar nahi karte. aate hai khayalo mai roz magar haqiqat mai wo humse mulaqat nahi karte !!



4) Ash Log Karte Hain, Tum Kyun Apne Pyaar Ka Izhar Nahi Karte? Humne Kaha: Jo 3 Lafzon Main Bayan Ho Jaaye, Sirf Utna Hum Kisi Se PYAAR Nahi Karte.



5) Sham dhale har panchi ko ghar jaana padta hai Kon khushi se marta hai mar jaana padta hai Hamse suno hamne suni hai sannaate ki chikh Sannata jab hota hai to dar jaana padta hai.



6) Chehre ki hasi dekar gam ko chupao, bahut kuch bolo par kuch na batao,khud na rutho kabhi par sabko manao, ye raaz hai zindgi ka bas jite chale jao



7) Aansu mein naa dhundhna hame,hum tumhe aankhon mein mil jaayenge,tamanna ho agar milne ki to band aankhon se bhi nazar aaenge.



8) Thukra kar us ne mujh se kaha ab muskrao mai hans diya Akhir Sawal us ki Kushi ka tha mai ne jo khoya wo mara tha hi nahi. us ne jo khoya sirf ussi ka tha.



9) Rehle a rehnewale duniya ki bidh, main tanhahi main hame-hi paoge.kar di thodisi laparwahi teri wafaai ke barose ,par hum teri narazgi se bhi wafa kar jayei ge.



10) Kudrat k karishmon me agar raat na hoti ,to khwabon me bhi un se mulakhat na hoti,ye dil her ek gum ki wajah hai, ye dil na hota to koi baat na hoti



Thanks !!



Source: My Personal Collection
 
0
Vote Vote

Recently in HR Forums

Hitesh posted a new forum topic in
06-04-2023
Arun posted a new forum topic in
15-02-2023
 
Recent (10) | HR | Both
HR | Both   1 of 10
23-09-2019
27-01-2018
27-01-2018
07-08-2017
26-05-2017
Arun
Arun
Read this topic:
Joke ####@@@####
26-05-2017
25-05-2017
03-04-2017
27-03-2017
27-03-2017